DevenDraRaWat ye bandwidth ki bhi problem ho sakti hai, ya fir RAM ka bhi issue ho sakta hai, kisi plugin ka bhi issue ho sakta hai, aap traffic check kijiye, aur resources usage bhi check kijiye, iske alawa jo bhi plugin aap use nahi kar rahe ya jinke bina kaam chalaya ja sakta hai unhen uninstall kar dijiye.